►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

**Aaj baithay bithay yah khiyaal Zahan mein aaya kah :blush:

Kia mein Sirf Msoom :lb: hoon kah Buhat Ziyada Masoom Hoon ? :konfused:

Kia Khiyal hay aap ka :faizy: **

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

mere pas 1 teeka hai usko laga ke thori deir ke bad result bata sakti hoon

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

none :dixsi:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

Tou apnay aap ko laga kar batao jaldi say :smiley:

:cryb: Aik Masoom ko aisa kaha :cryb:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

nahi poocha aap ne hai issliye aapko lagana hai bas :crying:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

Masooom bachoon :lb: ko anaari dr teeka naheen lagatay hain :cryb:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

abhi faisla nahi hua na k ap masoom ho ya nahi :crying:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

tum chalaak masoom ho.

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

Ho gia hay sabit :lb: kah tum sirf naam key masoom ho aur mein such much masoom :salute:

Masoom to hoon na :salute:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

kabi masum b kahta hi k may masum hun es k leay SANAM MASUM hona paray ga

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

haan per chalaak masoom

ok ok yes u are very very masoom

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

apni maasoomyat saabit karo… detect nahi ho pa rahi:smash:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

naam ka hona bhi kisi kisi ko naseeb hota hai :omg:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

Sannam aur Sannan mein sirf M ka farq hay :lb: waisay jub kissi masoom par ilzam lagay to woh naheen kahta kah mein masoom bay qasoor hoon :smiley:

thanks one vote

Ittni ziyada masoomiat hay kah Peemanay say detect he naheen ho pa rahi hay :stuck_out_tongue:
Pus tajarbay say sabit howa kah Sannan Masoom Fristha hay :lb:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

bayshumar milain gaiy idhar udhar naam kay masoom :omg:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

ya phir uska paimana toota hoa ha :cb:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

itna bara GS aur us mein sirf 1 hai :omg:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

kia SANAM kabi MASUM hua hi aj tak ;)

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

naheen masoomiat itni ziyada thi kah paimana he toot gia

Kitna bara hay GS :lb:

By Birth Masoom hoon mein :lb:

Re: ►◄ Kia Mein Masoom Hoon ? ►◄

:d6c: