Kia kiya jae?

Re: Kia kiya jae?

lagta hy enhu ne SUSRAAL nahi jhela :snooty:

Re: Kia kiya jae?

Ishq ka sasuraal se kia taluq? Jo miyan / Bivi bun jae wo mehboob nahin rehta... ye hum nahi shadi shuda log kehte hain :)

Re: Kia kiya jae?

aur sahi kehtay hain

Re: Kia kiya jae?

Chunri Babu Khatron k khilari:cheer:

Re: Kia kiya jae?

me bhi yehi keh rahi thi :teary1:
me usko aksar kehti hun TUM INSAN BOHAT ACHE HO SHOHAR BOHAT BURY :snooty:

Re: Kia kiya jae?

shayer ko mushkil main parrnay k shauq hai?
aap kaisay explain kartay hain es shair ko?

Re: Kia kiya jae?

Woh Ishq hi kiya jo asaan ho:smokin:

Re: Kia kiya jae?

eshq hy ya MUHIM :D

Re: Kia kiya jae?

Phir Aap ne Ishq kiya hi nahi

Re: Kia kiya jae?

Agree with Asif

Re: Kia kiya jae?

Aatmatya.

Re: Kia kiya jae?

^Aatma hatya = Suicide

Re: Kia kiya jae?

shayar ko shayad cousin se pyar huwa tha chacha ne haan kardi to usko maza nahin aaya.... he wants some ziddam zidda koi 'ye shadi nahin ho sakti' type drama

Re: Kia kiya jae?

aap logon ke liye dua e khair..

Tammat bil khair

Re: Kia kiya jae?

Maine kahin parha tha k

Suicide karne walon ki namaz e janaza nahi parhani chahiye:smokin:

Re: Kia kiya jae?

You are not human :@

Re: Kia kiya jae?

Chunri Babu insaan nahi hain:hayaa:

Re: Kia kiya jae?

aap ko kaha ja raha hai

Re: Kia kiya jae?

good

Re: Kia kiya jae?

Hum jante hain

Thread Aap ka hai

Dekhne walon ko yehi lage ga k

Chunri Babu insaan nahi:faizy: