kia kissi ny ye gana suna hy?

Some days before mein aur mom humaray yaah dur ky relatives say milny gy. Well mujhy in loogon say milnay say phlay humaray in dur (bhut dur ) ky rishtadaaroon ka bilkul bi puta nahi tha. kheir family was very nice , consist on uncle , aunt, and their 4 kids.3 boys around 12 , 10 one girl of around 16 to 17 age.

pher hova ye Aunty , aur mere ammi baatein kertay kertay next room mein chalay gi aur wahaan rhay gay mein aur in ki beti Asma .
Aur hum aik dusray say formal type baatein ker rahy thy. like aap kia kertein hy?
kiss class mein hon?
your hobbies?
etc etc…
baatein kertay kertay wo larkee aik dum mujh say boli “aap ko dekh ker yaad aya , Billo kerlay billory ankhaan sumnay ni jaat teenoon lubda pheray "
i was like :confused: " jee?”
Wo pher boli " Billo ker lay billory ankhaan sumnay ni jaat teenoon lubda pheray " :clown:
Then mein like this --------> :mad:
mein ny kaha " kia khe rahi hein aap?" :rolleyes:
is per wo hanstay hovay boli ye aik gana hy.
aur mein jo us waqt full mad ho chukee " konsa gana hy , mein ny tu aaj tuk nahi suna, ganay aasay hotay hein?
wo boli "nahi noor aap tu naraz ho gein such mein ye aik gana hy "
mein: "ahca agr hy tu kiss film ka hy , kiss album ka hy ya atleast kis singer ka hy?
wo: wo tu mujhy nahi puta :halo:
mein : :mad3: aap ko is leya nahi puta kyon ky ye koi gana hy he nahi. ye mujh aap ki apni he shaaree lug rahi hy.

(well isi duraan mere ammi aur is ki ammi wapus aa geiin aur hum dono ko dkhe ker pyar say bolein Mashallah bachyeoon mein bhut juldi dosti ho gi hy . aur is comment per mein aur wo larki dunno yoon ho gein ---------> :halo: )

ab mera sawal ye hy ka kia waaqkee ye koi gana hy " billo kerlay billory ankhaan summnay ni jaat teenoon lubda pheray " :smack: kissi ko puta hy tu plz mujhy zaroor butaana kis film ka hy ? .

P.s. Saro * LOve you so much *, and other friends. sorry i didn’t get time to mail you. actually i was upset from some days but INSHALLAH now i will. Just pray for me always need your prayers . because i believe suchay dostoon ki duaein kabhi zaaya nahi hoti. hugs

  1. Thanks for your that message . But who are you? your that pm flattered me too much. rahi baat msn id ki tu phlay aap apna introduction tu keraoo kon ho aap? beside your nick is really new to me. aur aap ko kahbi mein ny cafe mein be post kertay nahi dhka .But i love to make friends specially if you are a girl.

Re: kia kissi ny ye gana suna hy?

Hey DF. how are you now?

gana acha hai, it fits you. :k:

waisay what does that gana mean? :konfused:

Re: kia kissi ny ye gana suna hy?

nice ishtory :smokin:

Re: kia kissi ny ye gana suna hy?

awww love u sho much too na :kiss: ur my jaan na :blush: :love: Will write u a email today and by the way why were u upset na :hug:

Re: kia kissi ny ye gana suna hy?

Billo karlay bilauri akhaN samnay, ni jatt tenu labda phirrey :hula:

Well… it could be a song.. punjabi’s have the most unique songs :hehe: Acha lekin aap yeh batayeiN key kya waqee hi aapki “bilauri akhiyaN” haiN jinheiN dekh key unko yeh gana yaad aaya? :halo:

Re: kia kissi ny ye gana suna hy?

i didnt get the gana , wat does it meean

Re: kia kissi ny ye gana suna hy?

^ me too

Re: kia kissi ny ye gana suna hy?

nooooriiiieee :hug:

Re: kia kissi ny ye gana suna hy?

LOLz

Mujhay Bhi aik Gana yaad agaya... :D

Sun way bilori Akh Waliya...
AssaaN dil teray nall laa liya ;)

Re: kia kissi ny ye gana suna hy?

:snooty:

Re: kia kissi ny ye gana suna hy?

I know.. but… U r Still Sweet :hug:

Re: kia kissi ny ye gana suna hy?

KHOCHA KA BACHA !!!!!!!
Yeh to paunjabi gana hai, pushto hota to aap ko bata deta. Aap ko dekh kar aik pushto gana yaad aya ijazat dein to suna doon.

pama khadey kha ..pama khadey kha............