Re: kia kisii ko BUTTON kii Urdu kaa pataa hai?
aapkii kidding ne mujhe research karne par majboor kar gai
vaise, aapne sunaa zaroor hogaa par shaayad zehn-e-shareef ke aHaate meN nahiiN ![]()
**
na chheR, ai naKhathat-e-baad-e-bahaarii!, raah lag apnii…
chal haTunheN aTkheliyaan soojhii haiN, ham be-zaar baiThe haiN** ![]()