aksar jab main net caffe par aanay lagta hoon to dil main khayl ata hay kia mujhay jana chahiay ya nahin
meray halat ijazat nahin deitay aur is kay bawajood life berang honay ki wajah se koi na koi to musarif nikalna pare ga hi
Re: kia kahoon
hmmm tu kya socha??
Re: kia kahoon
sab bai-rung life kay lof idhar hi ikhathay ho gaye hein :D
Re: kia kahoon
Guya byrangiy hyat (life) ny gupshup main rang bhr diya.
Magar Asad halat sy ijazat kysy lyty ho yeh raz tu btao.
Re: kia kahoon
sochny ki zarorat nahi sochi piya ty bnda giya.
Re: kia kahoon
bnda kithy gya???
Re: kia kahoon
Meeya jee shadi kar lo .. net kia ghar say nikalnay ap ki began dayngay hee nahi :D
Re: kia kahoon
**jithy sy os ko "apni Khbar" bhi nahi ati.:D **