kia haseen din thay woo

kia haseen din thay woh..kia lamhay hua kartay thay.
jub hum pehron..hi saath raha karaty thay.

khatam hoti hi nahi thi baatein apni…
har baat par ek shair kaha kartay thay

humari har baat se aati thi wafa ki khushboo

ek dosray ki awaz par hum roz jiya kartay thay.

baas waqat to dhal jaata tha shaam baaton mein.
yun hum har gham se hi beganay raha kartay thay.

JAANAY Kyun phir hum chor gaye ek doosray ko…
bhool kar bhi na hum ek doojay ko khafa kartay thay.."

“Ais mein rouadad-e-gham sunaoon bhi to kis ko…
dil ki har baat hum aapas mein kia kartay thay…”

*humari har baat se aati thi wafa ki khushboo
ek dosray ki awaz par hum roz jiya kartay thay.
*

boht khoob.. waQaii boht achii likhii hai :flower1:

keep it up :k::k:

PS khud likhii hai na :o :stuck_out_tongue:

:stuck_out_tongue:
thank

wah.. kya baat hai.. lakin app nay likhi hai.. yaqeen nahin aata :silly: waisay yeh parh kar… aisa laga kay shayad tum nay mere zindagi baya’n kar dee… :teary3:

yaar aisa mut kar yar :smiley:

hhhhheheheeh :stuck_out_tongue:
insan ban ja

bohat achee likhee hai, Hammad :)

pata hia taab he to post kee hia :mocking:

beautiful bohat achi hay :teary1:
keep it up :k:

main to hoon he insan or yeh shairi kab say shuru kar dee :snooty:

:smiley:

jabb say tj ko may nay daykha hia tab say :d:D:D

wah kya baat hai :blush:

great :k: :flower1:

thzzzzzz

Wah Hammad Sahab bahut Khoob :k:

waise yaqeen nahi aa raha k tum nay likha hai :wink:

keep sharing :slight_smile:

kasam say yaarm ay nay he type ke hia :smiley:

waw:k:

:smiley: