Gar c**heh woh zard-o-sard hay kaghan ki tarah
Laikin mizaj uska hay Multan ki tarah
Izhar-e-ishq main bhi akad foon nahin gai
woh khat bhi likh raha hay chalaan ki tarh
Luqma halal ka mila jo Ehelkar ko
Uss nay chaba ke thook diye paan ki tarah
Jab say bahoo ka raj hay, shohar kay waledain
Ghar main paday hein faltoo samaan ki tarah…**