Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
What is with the behavior of people to act against the requests of others. You will find heaps of kachra, where someone wrote ‘yahan Kachra phenkna Mana hai’.
The place with caption ‘yahan Peshab karna Mana hai’ always remains geeli
Above all, ‘yahan ishtehar lagana mana hai’ attracts more attention than ‘Tolet’ boards.
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
.
wht abt those women jo darbaro mein hoti hain, and baalon ko ghumana dhamal dalna etc kr rhi hoti hain ?
Un darbaron mein ijazat hoti hai kia ?
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
.
pehli post mein likhte discuss kia krna hai
KKF
December 11, 2013, 6:03am
5
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
darbaar bhii ab shareef hone lage? asii jagahoN par sharaafat?
jo kachraa phekte haiN vo bechaare paRhe likhe nahiiN hote to sign kaise paRheNge?
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
mazar pe dhamal daalne waliyan Allah lok hoti hain… Therefore allowed.
hunn pata lag gaya na
jasos
December 11, 2013, 6:05am
7
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
muqawwee123:
What is with the behavior of people to act against the requests of others. You will find heaps of kachra, where someone wrote ‘yahan Kachra phenkna Mana hai’.
The place with caption ‘yahan Peshab karna Mana hai’ always remains geeli
Above all, ‘yahan ishtehar lagana mana hai’ attracts more attention than ‘Tolet’ boards.
Yah bhi likha hota hay "Woh Daikho Kuttay ka bacha paishaab kar raha hay " leekin
jasos
December 11, 2013, 6:06am
8
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
Excuse me Woh dhamal naheen 'Haal" main hoti hain … Haq Ho
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
inn mazaraat ki waja se poore shehr shreef kehlane lagte hain.. jaise Sehwan Sharif, Jaise Multan Sharif, jaise Ajmer Sharif… aur sharif shehr pata hain aap ko?
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
jo doosro ko dhamal lagti hai, wo karne wale ka Haal hota hai…
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
dating point
KKF
December 11, 2013, 6:21am
12
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
inn mazaraat ki waja se poore shehr shreef kehlane lagte hain.. jaise Sehwan Sharif, Jaise Multan Sharif, jaise Ajmer Sharif... aur sharif shehr pata hain aap ko?
vohii shareef jiskii vaDDii hove TinD
saare shorafaa ka shahr Raiwind! :D
jasos
December 11, 2013, 6:21am
13
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
aab yahan par Baparda Mahoul likhna zaroorai tha kia Baji hoon gi to baparda he hon gi na
Restored attachments:
jasos
December 11, 2013, 6:23am
14
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
Kado Sharif
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
.
ab zra Allaah lok pe roshni daal dein
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
.
Raiwind mein tableeghi ijtimaa b hota hai
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
.
kch places pe ba-parda mahool ni b hota hoga na, samjha kro :mehr:
KKF
December 11, 2013, 6:28am
18
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
tauba, astaGhfaar…Allah Ghaarat kare aise/aisee Kaazib aur farebii logoN ko…aameen
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
jasos:
Kado Sharif
Saidoo Sharif, GolRa sharif.. Had to ye hai ke Tonsa bhi sharif hai
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
Ishq e haqeqi main gum log
KKF
December 11, 2013, 6:32am
21
Re: Khwateen ka dakhila mana hai!
*Nadwa Shareef
Mizaaj Shareef :p
*