Azad
1
khusbhu hay
Jhonka hay
badal hay
Gaysu hain
yadain hain
jugnu hay
dil hay
dharkan hay
aankhain hain
sansain hain
bandan hay
eik naam hay
eik taara hay
herf hain
mehktay hain
our
khwabon ka silsila hay keh jo ThooTa nahi
Adab Arz
(Azad)
Azad
4
thank you
achi neendh ka maza hi kuch or hota hay .... ;)-
Azad
11
[QUOTE]
*Originally posted by MAYAZ: *
GOD bless ya My bro :P
[/QUOTE]
kyon aap kay apnay bhai guzar gay kia?
Azad
12
Nawazish hay … aap ko pasand aya samjho mehnat tikanay lagi
Azad
14
Kabhi to naha kay aya karo 
Azad
16
aab yeh ragni band kar dain .. shehir ke saray kaway guzar gay
Dilsay
17
Wo rula ka hans na piya deer tak
Main jo roo kar muskuriya deer tak…
Ya kiya hoo raha… main app kay sath hoon… go on… magar tub tak jab tak Azad jee apni Urdu (very much urdu) start nahi kartay… 
ok band kar dee:teary3:
ap apna image mujhe pe acha nahi chor rahein hain:smash: 
nice sher:k:
thanks for being with me:hug:
Azad jee ab ap mujhe kuch nahi keh saktae:p dilsay mere sath hai:mocking: 