KhwaboN ka Naqsh

meray khwaboN ka, Har Aik Naqsh mita de Koi
Sookhay PatooN ka, Pachaar Hai, Jala de Koi

Meri Pehchan ka, Aik Shakhs Issi Shehar MaiN hai
MaiN bhi Zinda HooN, Zara Ussko Bata De Koi

Kuch to Tanhai Ka Ehsaas Mujhay Kam hoga
Meray Saye Se Agar Mujh ko Mila de Koi

wah..

:k: :k: :k:

zabardast :k: :k: :k:

MaiN bhi Zinda HooN, Zara Ussko Bata De Koi...

I like this song...
Thanks 4 sharing.

bahot khoob!

hmmm… my fav song from movie “Jism”… :k:

awesome:k:

thanks

Re: KhwaboN ka Naqsh

[QUOTE]
*Originally posted by Black Mamba: *
meray khwaboN ka, Har Aik Naqsh mita de Koi
Sookhay PatooN ka, Pachaar Hai, Jala de Koi

Meri Pehchan ka, Aik Shakhs Issi Shehar MaiN hai
MaiN bhi Zinda HooN, Zara Ussko Bata De Koi

Kuch to Tanhai Ka Ehsaas Mujhay Kam hoga
Meray Saye Se Agar Mujh ko Mila de Koi
[/QUOTE]

Plz tell me main aap ki kia help kar sakta hoon.