Khwab........

**Jis raat main uss chaand ko aankhoon main sa’moon’loon

Ley jaatey hain uss raat sitaroon se pa’rey khawab

Har khawab main rooshan hay teri deedd ki khaw’hish

Aa dekh tu aankhoon ki mun’dhe’roon pay dha’rey khawab**