Khwab ...

Raaton ko din kay sapnay dekhon …din ko bitaoon sonay mein
Meray liey koi farq nahin hai …honay ya na honay mein

Ghar mein tou ab kya rakhkha hai, Wesay aao talash karain
Shayed koi khwab para ho , idher udher kahin konay mein

Re: Khwab ...

Shayed koi khwab para ho , idher udher kahin konay mein

Dastageer Peer ki gaanth bandhe dupatte main, sawa rupe ki mithai bante gi, to mil jae gi ye khoi hui cheez

Re: Khwab …

:k:

Re: Khwab ...

Kaunsay aamil kay paas jatey hain aap?!?!

Re: Khwab ...

koi aamil nahi, aisa meri dadi kia karti thi

Re: Khwab ...

Aap meri taraf se yeh amal ker dijiey ga