Khwab sath rehny kay nat nayay dekhata hai
Yeh jo asal mousam hai yeh guzarta jata hai
Khud ko to sabz he rakha aanson k barish mein
Warna hijr ka mousam kis ko raas aata hai
To hawaon ka mousam tujh ko kia kabar jana!
Gard-e-budgumane say dil bhi tot jata hai
Aik tum he thay warna adme mohabbat mein
lakh ayaein dewarein rastay banata hai
hum to khair nada’n thay, muntazir rahay warna
kon apne benaaee is trha gan’wata hai
kitnay khwab ankhon mein zakhm banay lagtay hain
jub hawa k hanto per tera naam ata hai
sakroo’n dukaany hain vassl kay charaghon ke
kon hijr mein apna ab lahoo jalata hai
Noshi Gilani
Lamhay
4
bahut khoob Gkk , Nice choice!
system
6
kitnay khwab ankhon mein zakhm banay lagtay hain
jub hawa k hanto per tera naam ata hai
very nice :k:
thanx a lot everyone:flower1:
Re: Khwab sath rehny kay nat nayay dekhata hai
very niceeee :k:
Re: Khwab sath rehny kay nat nayay dekhata hai
mien kehta hoo.n jee k saray zakham taza kar diyeee
buhat khooob nice ghazal 
thanx for sharing :k: