khwab laya hoo

Udaas jaggti ankho k khwab laya hoo
Main phattaro mai chupa kar gulab laya hoo
Joh ho sake toh tanhaio mai phrr lena
Tumare wastte dil ki kitaab laya hoo
Woh ik sawal joh tumne khabhi nahe pocha
Sajja kar palkho pe uska jawab laya hoo
Tujhko mujse nahe meri muhabbat se gilla hoga
Le dekh mai khullasa-e-ahbaab laya hoo
Dil par lage toh zakham mitta chuka hoo
WASI! Ye toh rooh ke zakham ka hisaab laya hoo

Re: khwab laya hoo

bohot shukriya ye sab kuch lane ke liye… ab ye btayein khane peene ki cheezon mein kya laye hein aap ??

:omg: