khwab ki tarha bikher jaane ko ji chahta hae

khwab ki tarah bikhar jane ko ji chahta hai
aisi tanhai k mar jane ko ji chahta hai

***ghar ki wehshat se larzta hun magar jane kyon
sham hoti hai to ghar jane ko ji chahta hai

dub jaun to koi mauj nishan tak na bataye
aisi nadi mein utar jane ko ji chahta hai

***kabhi mil jaye to raste ki thakan jag pare
aisi manzil se guzar jane ko ji chahta hai

***wahi paiman jo kabhi ji ko khush aya tha bahut
usi paiman se mukar jane ko ji chahta hai

Iftikhar Arif

Re: khwab ki tarha bikher jaane ko ji chahta hae

niceee

Re: khwab ki tarha bikher jaane ko ji chahta hae

buhat khoubsurat choice

Re: khwab ki tarha bikher jaane ko ji chahta hae

bohat khoob ....

Re: khwab ki tarha bikher jaane ko ji chahta hae

Thank you Sunny, Sannan and Decent Chora!

Re: khwab ki tarha bikher jaane ko ji chahta hae

Beautiful!!!

Re: khwab ki tarha bikher jaane ko ji chahta hae

Bohat khoob Jhanjharewali…:k:

Re: khwab ki tarha bikher jaane ko ji chahta hae

Very nice :k:

Re: khwab ki tarha bikher jaane ko ji chahta hae

nice.lieken phela shaiir tu buhot hi aalaa hai.
thankx for sharing :flower2:

Re: khwab ki tarha bikher jaane ko ji chahta hae

Bohat khoob Jhanjharewali :k:…Thanx for sharing it with us :slight_smile:

hello