Assalamo Alaikum,
I’m planning on using ‘Khwab’ for my English ‘Poetry Unit’. I was wondering if there’s any translation/close interpertation available for it or if anyone here can translate it for me?
Khwab
*Dur jo aaj hain yaad aatay to hain
Khwaab adhooray sahee khwaab saharay to hain
Aaj bhi meri rahain rokti hain
Yaadain teri daaman khenchteen hain
Bhool chukay hain jo humain yaad aatay to hain
Sadioon kay faslay aaj hain darmiyaan
Hon jaey magar jitnee bhi dooriyaan
Aap jahan bhi rahain aap humaray to hain
Khwaab adhooray sahee khwaab saharay to hain
Jaanay phir kab milain teray meray rastay
Aas totay nahin yaad itna rahay
Raat dhalnee to hai
Aanain ujalay to hain *