Khwaahish e na tamaam

Khwaahish e na tamaam

Ye jaante huye bhi ke ab hijr hi muqaddar hai Kisi moajezay ke intezaar mein Ke Shayed zindagi kay sehra mein Koi aisa lamha aaye Jo hijr ko wisaal mein badle Aur mera aur tumhaara saath amar ker de Ay kaash

Re: Khwaahish e na tamaam

waiting for it to happen is a waste of time

Re: Khwaahish e na tamaam

Baaz Ma`amlaat mein Insaan ka pass Intizaar or Dua krny k elawa koi or rasta nhi hota

Re: Khwaahish e na tamaam

one shud keep trying of ways too

Re: Khwaahish e na tamaam

Dua bhi aik rasta hi hy...........Sachi lagan k saath

Re: Khwaahish e na tamaam

nice :k:

Re: Khwaahish e na tamaam

but some ppl dont work towards it isi bahanay

Re: Khwaahish e na tamaam

maybe

Re: Khwaahish e na tamaam

i hv seen such ppl :(

Re: Khwaahish e na tamaam

daikhae to sabko hi dyty hyn.......asal masala to Sabak hasil krny ka hy,
Kis terhan aisy ma`amlaat sy bacha ja sakta hy.......

Re: Khwaahish e na tamaam

:nahi: KHAH SHY NATAMAM b nahi :frowning: