Khwaab

Khwaab

 Duur Jo Aaj Hain 
 Yaad Aate To Hain 
 Khwaab Adhuray Sahee 
 Khwaab Sahaaray To Hain 

 Aaj Bhi Meri Rahein Rokti Hain 
 Yaadein Teri Daaman Khechtee Hain 
 Bhool Chukay Hain Jo Humain 
 Yaad Aate To Hain 

 Sadeeyon Ke Faasle Aaj Hain Darmian 
 Ho jaeein Magar Jitni Bhi Duurian 

 Aap Jahaan Bhi Rahein 
 Aap Hamaarey To Hain 
 Khwaab Adhurein Sahee 
 Khwaab Sahaary To Hain 

 Aaj Bhi Meri Rahein Rokti Hain 
 Yaadein Teri Daaman Khechtee Hain 
 Bhool Chukay Hain Jo Humain 
 Yaad Aate To Hain 

 Jaaney Phir Kab Milein Tere Mere Raastay 
 Aas Tootay Nahein Yaad Itna Rahey 

 Raat Dhalni To Hai 
 Aane Ujaley To Hain

an old song, many of u may already have its lyrics, i got them in a fwd mail today

mein nay kabhi bhi yeh gana sunaaaaaaa :(

[QUOTE]
*Originally posted by Papa ke Muskan: *
mein nay kabhi bhi yeh gana sunaaaaaaa :(
[/QUOTE]

to sunnna phir aap
salman ka hay, if i'm not wrong
salman of junoon

hmmmmmmm :hula:

:k:

beautifull song.
junoon out did itself!

one of my fav’s :k:

:k::k;

this was sung for a drama in which Salman AHmed had the lead role with Sania Saeed i guess!!!!

the drama was Aahat!

Just heard the song…was good…:k:…thanks…:slight_smile: