enter10
1
**
Khwaab her shakhs kay hotay hein na jaanay kitnay**
Din tanhaayi may guzray hein na jaanay kitnay
May nay izhaar kiya apni MOHABBAT ka sirf
Tum nay to yon hee banaaye hein fasaanay kitnay
Chain raaton ka aur din ka sakoon to lay gaye
Dost ab haath ko aatay hein milaanay kitnay
Ye to hai khail muqaddar ka werna yon na hota
Aaj tak daikhay shama kay hein perwaanay kitnay
Hum ghareebon kay bhala khwaab bhi hotay hein ajeeb
Khwaab hotay ameeron kay hein suhaanay kitnay
Kon jaanta hai ke sukh mil bhi jaaye ga ke nahi
Is kam omri may gham khaaye hein Atta nay kitnay
LP
2
Re: Khwaab her shakhs kay hotay hein na jaanay kitnay
Khwab:hinna:
enter10
3
Re: Khwaab her shakhs kay hotay hein na jaanay kitnay
kia howa…?
LP
4
Re: Khwaab her shakhs kay hotay hein na jaanay kitnay
Khwab yaad aa gaye:(
enter10
5
Re: Khwaab her shakhs kay hotay hein na jaanay kitnay
Khwab yaad aa gaye:(
Gham na kryn........aik naya khuwab saja`ayn
LP
6
Re: Khwaab her shakhs kay hotay hein na jaanay kitnay
Gham na kryn........aik naya khuwab saja`ayn
Wohi krte hain... :(
LP
7
Re: Khwaab her shakhs kay hotay hein na jaanay kitnay
Gham na kryn........aik naya khuwab saja`ayn
Wohi krte hain... :(