khwaab bhi ik musaafir ki tarah hotay hain
rang ki moj mai, khushbu kay asar mai rehna
unn ki aadat hi nahi
ik jagah par rukna
unn ki qismat hi nahi
ik nagar mai rehna
ham bhi aik khwaab haiN ay jaan teri aankhon mai
saaya-e-abar tawajjo kay gumaan mai rakhna
un ki taaq say ham ko na hataana jab tak
raat kay baam pe taaron kay diyay jaltay rahain
daikhna ham ko, hamain daikhtay jaana jab tak
ham teri aankh ki vaadi mai safar kartay rahain
khwaab ka shoq yehi, khwaab ki qismat yehi
halqa-e-raig-e-ravaaN, gard-e-safar mai rehna

na koi shoq-e-safar hay na talaash-e-khushbu
teri aankh mai jalain aur un hi mai bujh jaaeyn
chashm dar chashm nahi ham ko safar mai rehna
ham ko hay teri nazar mai rehna
[QUOTE]
*Originally posted by hayaa: *

A. I. Amjad
[/QUOTE]
Nice
Koyee hamain behi koyee khawab day jaata... hum behi kabhi mahsoos kartay ka wo sath hai Khawab he main sahee....