Khvaab kii tarah bikhar jaane ko jii chaahataa hai

Khvaab kii tarah bikhar jaane ko jii chaahataa hai
aisii tanhaa_ii ki mar jaane ko jii chaahataa hai

ghar kii vahashat se larazataa huu.N magar jaane kyo.n
shaam hotii hai to ghar jaane ko jii chaahataa hai

Duub jaa_uu.N to ko_ii mauj nishaa.N tak na bataaye
aisii nadii me.n utar jaane ko jii chaahataa hai

kabhii mil jaaye to raste kii thakan jaag pa.De
aisii manzil se guzar jaane ko jii chaahataa hai

vahii paimaa.N jo kabhii jiii ko Khush aayaa thaa bahut
usii paimaa.N se mukar jaane ko jii chaahataa hai

Comments please

:k::k:

beautiful

awesome :k:

Nice :k:

great:k::k:

Re: Khvaab kii tarah bikhar jaane ko jii chaahataa hai

[QUOTE]
Originally posted by Dilsay: *
Khvaab kii tarah bikhar **Jaan
e ko jii chaahataa hai
aisii tanhaa_ii ki mar **Jaan
*e ko jii chaahataa hai

ghar kii vahashat se larazataa huu.N magar Jaane kyo.n
shaam hotii hai to ghar Jaane ko jii chaahataa hai

Duub jaa_uu.N to ko_ii mauj nishaa.N tak na bataaye
aisii nadii me.n utar Jaane ko jii chaahataa hai

kabhii mil jaaye to raste kii thakan jaag pa.De
aisii manzil se guzar Jaanejii chaahataa hai

vahii paimaa.N jo kabhii jiii ko Khush aayaa thaa bahut
usii paimaa.N se mukar Jaane ko jii chaahataa hai
[/QUOTE]

jabardus

Thanks every one......

wonderful dilsay ji !

goood1...

wonderful :k: :k:

[QUOTE]
..ghar kii vahashat se larazataa huu.N magar jaane kyo.n
shaam hotii hai to ghar jaane ko jii chaahataa hai

.
[/QUOTE]
LOL

kuch na kaha or keh bhi gay ;)

Re: Khvaab kii tarah bikhar jaane ko jii chaahataa hai

again :k:

ayee…dat was good.. :k: