**
Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahtaa hai
Aisee tanhaai keh mur jaane ko jee chahtaa hai
Ghar kee wahshat se larazataa hooN magar jaane kyuN
Shaam hoti hai to ghar jaane ko jee chahtaa hai
Doob jaaooN to koi mauj nishaaN tak na bataaye
Aisi nadi maiN uter jaane ko jee chahtaa hai
Kabhi mil jaaye to raste kee thakan jaag paDe
Aisi manzil se guzar jaane ko jee chahtaa hai
Wahee paimaN jo kabhi jee ko Khush aaya tha bahut
Usee paimaaN se muker jane ko jee chahtaa hai
**
wah wah wah
Each and every sher is so beautiful.
Lajawaab :k:
who is the poet?
Koyal
March 3, 2003, 12:49pm
5
Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
*Originally posted by WiseGuy: *
**
Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahtaa hai
Aisee tanhaai keh mur jaane ko jee chahtaa hai
abhi ap ki umer hia koi alalh na karey
Ghar kee wahshat se larazataa hooN magar jaane kyuN
Shaam hoti hai to ghar jaane ko jee chahtaa hai
** haan na achay bachon ki tarha seeday ghar aia karen..ye kia mutlb k jee chahta hai **
Doob jaaooN to koi mauj nishaaN tak na bataaye
Aisi nadi maiN uter jaane ko jee chahtaa hai
:nono:
wesay boat pass rakha karen ap ka koi pata be nahi
Kabhi mil jaaye to raste kee thakan jaag paDe
Aisi manzil se guzar jaane ko jee chahtaa hai
Wahee paimaN jo kabhi jee ko Khush aaya tha bahut
Usee paimaaN se muker jane ko jee chahtaa hai
musalman wada khilafi nahi kartey na
**
btw thanks 4 sharin :k:
Amal
March 3, 2003, 2:13pm
8
Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
*Originally posted by WiseGuy: *
**
Ghar kee wahshat se larazataa hooN magar jaane kyuN
Shaam hoti hai to ghar jaane ko jee chahtaa hai
Doob jaaooN to koi mauj nishaaN tak na bataaye
Aisi nadi maiN uter jaane ko jee chahtaa hai
Kabhi mil jaaye to raste kee thakan jaag paDe
Aisi manzil se guzar jaane ko jee chahtaa hai
**
Bohat khoob WoseGuy :k:
Re: Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
WoseGuy???
Re: Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
Wah wah kia bakhiay udhairay hain aap nay, bechara Ahmed Faraz, bilbila utha ho ga…
Koyal
March 3, 2003, 2:31pm
11
Re: Re: Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
Re: Re: Re: Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
Aap ko kyuN itni hani aa rahee, naam tu hamara bigaRa unhoon nay…
Re: Re: Re: Re: Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
Isee par to hansee hai becharee, aap ka wisdom kahan hai? Ya naam bigaarne wala aap ko sahee jaanta hai?
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
*Originally posted by Capricorn: *
Isee par to hansee hai becharee, aap ka wisdom kahan hai? Ya naam bigaarne wala aap ko sahee jaanta hai?
HaaiN yahi keh chuntee (ant) kay bhi par nikal aaye…
Hum ko hamari wisdom sabit kernay kay liay kisi ki raaye ki zaroorat nahee. Woh tu Qudrat ki daiN hai jee… App ko kyu Jalan Hotiiii…
Koyal
March 3, 2003, 2:53pm
15
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
chuntee (ant) ..
Hum ko hamari wisdom sabit kernay kay liay kisi ki raaye ki zaroorat nahee. Woh tu Qudrat ki daiN hai jee... App ko kyu Jalan Hotiiii...
[/QUOTE]
wah wah kia khany ap ki wisdom k Capri male hia..
btw ap k wisdon tooth niqal aiey ..:) :p
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
*Originally posted by Koyal: *
wah wah kia khany ap ki wisdom k Capri male hia..
btw ap k wisdon tooth niqal aiey ..
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
HaaiN yahi keh chuntee (ant) kay bhi par nikal aaye...
Hum ko hamari wisdom sabit kernay kay liay kisi ki raaye ki zaroorat nahee. Woh tu Qudrat ki daiN hai jee... App ko kyu Jalan Hotiiii...
[/QUOTE]
Jee jee lag raha hai ke aap ko koi zaroorat naheen sabit karne kee :D
Koyal
March 3, 2003, 3:10pm
18
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
hmmm! twice a day… enuff is enuff :nono: :love:
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Khuwaab kee tarah bikhar jaane ko jee chahataa hai
Kia enuff, haan? :soldier: