hey…
ppl…
pata hai kya..
khumaar is shoooo shweeettt…
she juz made ma a yahoo id…![]()
Re: khuumaaaaarrrrrr…
Kishore Khumar ![]()
waisaY.. sara tumhaiN aik yahoo id khud banaani naheeN aatee
??
Re: khuumaaaaarrrrrr…
banaee thee…magar id bhool gayeen…
…
magar tht was long back…abhi i was too lazy…![]()
Re: khuumaaaaarrrrrr…
hahaha…awwww Sara you’re so kyoot ![]()
you’re berry belcome ![]()
AQ: parcham lehraatay rahain ![]()
Re: khuumaaaaarrrrrr.............
Khumaar ur ava is very kool.......aap ki bili bichari thakti bhi nahi hai...!!!!!!!!
Re: khuumaaaaarrrrrr…
yaay! sara’ aye gi :rotato:
MG: thanks! bas, kya kahain, bechari buhat hi excercise ki shauqeen hai na ![]()
Re: khuumaaaaarrrrrr.............
i thought she was a he
Re: khuumaaaaarrrrrr…
sara
chalo aachay hai…![]()
Re: khuumaaaaarrrrrr…
i_ p good for you ![]()
Re: khuumaaaaarrrrrr…
** magar main chat per zyaada baat naheen kerteen.
**
Re: khuumaaaaarrrrrr…
:D** u still online…:D**
Re: khuumaaaaarrrrrr…
baat karna lazmi hai. mic aur pseakers/headphones kay saath ao
Re: khuumaaaaarrrrrr…
chat par tau maiN waisaY bhee patang uRaanaY jaataa thaa
aur kabhi kabhi kissi aur kaam saY bhee
tum zeenaY kaY rasaY neechaY sehan maiN aa kar baat kar lenaa :halo:
Re: khuumaaaaarrrrrr…
AQ kin kin larkiyon par seeti maari chhat par
aur phir kitni kitni jooti pari, sehan main ![]()
Re: khuumaaaaarrrrrr…
maiN naY kabhi kissi par seeTi naheeN maari
aur naa mujhaY kabhi jootiyaaN paReeN:naraz:
woh tau maiN chhat par raat maiN sonaY kaY liyee jaataa thaa… taaroN bharaY aasmaan kaY neechaY aik taraf baadaloN maiN saY chaand jhaaNktaa hotaa thaa… woh yaadaiN ![]()
Re: khuumaaaaarrrrrr.............
its 2am here.......i'm preparing some stuff for work....very tired.... soon gonna hit ma bed:)
Re: khuumaaaaarrrrrr…
Tobaa Toba… meri aisee mijaaL..
maiN kahaaN uRaa rahaa hooN toba woh tau shayad khud ba khud uR rahaa hai ![]()
Re: khuumaaaaarrrrrr…
![]()
Re: khuumaaaaarrrrrr…
aur subah saweray fajr kay waqt makhiyon ki baang. wah wah, kya din thay woh bhi.