~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Tum naheen samjho gay rehnay do.

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

ok. don’t pay attention :shikra:

but atleast pay the bills naa :bummer:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

:smilestar:
ab yeh choti choti baatain bhi main hi bataoon…

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

wo to main hoon hi, kitna hooN yeh to aap hi daikh kar bata dijiay na, mujh say to na poochain kay main ktna sihmalt, main sharma jaata hoon na aisay sawalon say :blush:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

nai :halo: assistant rakh lein aik

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

^ Sharmaa hee na jaaain kaheen chai

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

asmaan say taaray torh kar kaisay laoon, UNNhonay nay farmaish ki hay aaj raat :blush:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

phir rakh liya tumko main ne :chai:

challo ab demostrate kar ke dikhao

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

tum shopping intni karti ho kay sara time bills pay karta hon :bummer:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

woi to … :blush:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

translate it into english and I’ll write a thesis on it :snooty:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

achaaa chalein nai poochtay. tension naaaaat

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

unhi ko bhaij dain spaceshuttle main ke jitna chaho tor lo

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

lakin bunder waali training tu app nay li thi na :smiley:

mujhey tu bus Phool torRna aatay hain :blush:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

shuttle ? wo to khud shuttlecork waala burqa pehanti hain, kaisi ajeeb si lagaingi na aik shuttle main doosri shuttle :s

CB,
acha chalain pooch lain :-p

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

^ woh bhi Gobhi k

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

Thankooooo :blush:

you can’t imagine how much i used to appreciate it
But now I don’t :snooty:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

jee achaaa. bataein phir :chupki:

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

LOL Sadaf u r funny. Khud hi tor' lain gi to inko phir wo kahan poochain gi.

Re: ~ KhushiyaaN hamaaraY saath kahaaN MustaqiL raheeN ~

sab kuch yaheen bata doon kia ? :s

ps: zalimoN jawaab do :maddest: