Khushi

Mujahi khushi nahi hootee
Ab
Tum say baat kar kay
Dard barhta hai
Ab
Tum say baat kar kay
Theek he kaha hai us nay…
Ab
Maray pass hai he kiya
Khush rahoo mujah say
Ab
Na baat kar kay