Khushi & Zindagi

Khushi ki aankh meiN aansso ki jagha rakhna !
Buray zamanay kabhi puuchh kar nahi aatay !




Zindagi ik azaab hay lekin !
Log martay haiN zindagi k liay


Re: Khushi & Zindagi

wah! wah! zabardast. Maza aa gaya par kay. :k:
Thanx for sharing farooq bhai.

Re: Khushi & Zindagi

pooch kar nahi aatay gud farooq u 2 goin well keep it up buddy:)

Re: Khushi & Zindagi

nice man keep it up bye

Re: Khushi & Zindagi

Buhat khoob intekhab hai Farooq Saheb....

Re: Khushi & Zindagi

Zabardust Farooq , Buhat Khoub ... ,kia he baat hay "buray Zamany Kabhi Pooch kar naheen aatay " wah wah

Re: Khushi & Zindagi

Thanks a lot Price, Sara, Sannan, Beinglonely and Sunny for the encouragement!