khushi ki rah mein ghum mil jaye to kya karen?
wafai ki rah mein bewafai mil jaye to kya karen?
khud ko bachayen kaisey dhoke-bazoon se,
koi muskura kar dhoka de jayen to kya karen?
Re: khushi ki rah mein ghum mil jaye to kya karen?
Wah wah bohat Aala…
Han iska hal to kafi mushkil hay…
** Her lafz ko kagaz pay utara nahi jata**
** Her Naam ko sar-e-aam pukara nahi jata**
** Hoti hain Mohabbat main kai raaz ki batein**
** Aysay he to is khail main hara nahi jata…** ![]()
Re: khushi ki rah mein ghum mil jaye to kya karen?
:k:
Re: khushi ki rah mein ghum mil jaye to kya karen?
Bohat khoob Dania_2000:k:
Re: khushi ki rah mein ghum mil jaye to kya karen?
nice one dani:)