**Gali mein dard ke purzay talaash karti thee
Mere khatoot ke tokray talaash karti thee
Ghuma phira ke judai ki baat karti thee
Hamesha hijar ke harbay talaash karti thee
Ajeeb hijar parasti thee us ki fitrat mein
Shajar ke toote pattay talaash karti thee
Duayain karti thee ujjray huwe mazaaroon per
Bare ajeeb saharay talaash karti thee
Bhulaye kaun azzeyyat pasandiyaan us ki
Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee
Tamaam raat mein woh zakhma ke apni poroon ko
Mere wajood ke raizay talaash karti thee
Qayaam karti thee woh mujh mein sofeyoon ki tarah
Udaas rooh ke goshay talaash karti thee
Tamaam raat woh parday hata ke chand ke sath
Jo kho gaye thay woh lamhay talaash karti thee
Kuch is leye bhi mere ghar se us ko thee wehshat
Yahaan bhi apne hi pyaray talaash karti thee
Kaha gaee woh kunwaari udaas bi-aapa
Jo gaun gaun mein rishtay talaash karti thee
Mujhe tau aaj bataaya hai badaloon ne ‘Wasi’
Woh laut aane ke rastay talaash karti thee …
**
Sannan
July 20, 2010, 6:15am
2
Re: ~~ Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee ~ ~
Tamaam raat woh parday hata ke chand ke sath
Jo kho gaye thay woh lamhay talaash karti thee
u always shared really cool and sad poetry :lajwab:
Re: ~~ Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee ~ ~
Ghamon ke bojh ne itna daba diya hum ko
Ke jab milli humein khushiyan tau muskura na sake ...
neha
July 20, 2010, 6:43am
4
**Gali mein dard ke purzay talaash karti thee
Mere khatoot ke tokray talaash karti thee
Ghuma phira ke judai ki baat karti thee
Hamesha hijar ke harbay talaash karti thee
Ajeeb hijar parasti thee us ki fitrat mein
Shajar ke toote pattay talaash karti thee
Duayain karti thee ujjray huwe mazaaroon per
Bare ajeeb saharay talaash karti thee
Bhulaye kaun azzeyyat pasandiyaan us ki
Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee
Tamaam raat mein woh zakhma ke apni poroon ko
Mere wajood ke raizay talaash karti thee
Qayaam karti thee woh mujh mein sofeyoon ki tarah
Udaas rooh ke goshay talaash karti thee
Tamaam raat woh parday hata ke chand ke sath
Jo kho gaye thay woh lamhay talaash karti thee
Kuch is leye bhi mere ghar se us ko thee wehshat
Yahaan bhi apne hi pyaray talaash karti thee
Kaha gaee woh kunwaari udaas bi-aapa
Jo gaun gaun mein rishtay talaash karti thee
Mujhe tau aaj bataaya hai badaloon ne ‘Wasi’
Woh laut aane ke rastay talaash karti thee …
**
loved this poetry by Wassi:)
thanx for sharing…
Dania
July 20, 2010, 10:34am
5
Re: ~~ Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee ~ ~
beautiful :k:
Mono
July 20, 2010, 11:51am
6
Re: ~~ Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee ~ ~
amazinnggg!!
*Ghamon ke bojh ne itna daba diya hum ko
Ke jab milli humein khushiyan tau muskura na sake ...<!-- google_ad_section_end --><!-- / message -->
*
Re: ~~ Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee ~ ~
**Mujhe tau aaj bataaya hai badaloon ne ‘Wasi’
Woh laut aane ke rastay talaash karti thee …
Awsome :k:
**
Aryaan
July 20, 2010, 4:44pm
8
Re: ~~ Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee ~ ~
Beatiful Sharing Arif ..
Re: ~~ Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee ~ ~
Bahut shukriya dostoo ...
Re: ~~ Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee ~ ~
beautiful
Re: ~~ Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee ~ ~
Shukriya korn666
Re: ~~ Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee ~ ~
Shukriya ... and good to see you Poetry forum ... :)
LP
July 21, 2010, 4:10pm
14
Re: ~~ Khushi ke dhair mein sadmay talash karti thee ~ ~
I do drop by once in a while :)