Khushi ghum sab kay apni zaat tak hotay hain

Khushi ghum sab kay apni zaat tak hotay hain
lekin ghumoon pay humaray kaoun karay ga malal itna

phir kaoun karay ga khayal itna…

umeedain, hooslay, kuch paa lenay ki joostojo
yeh sab tum saay hai, phir na hongay hum khush khayal itna

phir kaoun karay ga khayal itna…

ho jatay ho parayshan jo na ho baat aik din
phir kaoun ho ga humara porsaa-nay haal itna

phir kaoun karay ga khayal itna…

mar gaye heer ranjha sasi panoo pyar main
jee tu lain gay per nahi jantay hoga kia haal apna

phir kaoun karay ga khayal itna…

Masha Allah... thanks for sharing

ﺏﺍﻮﺟ ﻻ