~ Khushgawar lamhoon ki beqarar yadain hain ~

*Khushgawaar mausam ki Khushgawaar yaadain hain Tere sang beeti huween Beshumaar shaamain hain Wakt urrta pancchi hai haath mein nahee aata Khushgawaar lamhoon ki Beqaraar yaadain hain Din ki raushni hogi Subhu hum bhi dekhenge Abhi meri aankhoon mein Beshumaar raatain hain ...*

nice one keep going :)

tata:)

Bahut khoob .......