kahen se us haseen awaz ki KHUSHBOO pukare gi
tu us kai sath badle ga dil-e-barbad ka mosam
na koi gham khizan ka hai na khuwahish hai baharon ki
hamare sath hai yaroo kisi ki yad ka mosam
Re: Khushboo
YadooN ke Mausam:
Yadoon ke mausam to dil o dmagh pe chaa jatay haiN. Dil o dmagh se nikalana bhee chahey to nahiN nikaal sakta.
Janab Lagta hai aap ki yadooN ka mausam kuch issi tarah ka hai.
:k::k:
Saqi
hamare sath hai yaroo kisi ki yad ka mosam
:)