Rang Payrahun Ka, Khushboo Zulf Lehranay Ka Naam
Mosam-e-Gul Hai Tumharay Baam Par Aanay Ka Naam
Dostoo, Uss Chasm-o-Lub Key Kuch Kahoo Jiss Kay Baghair
Gulistaan Key Baat Rangeen Hai, Na May Khanay Ka Naam
Phir Nazar Main Phool Mehkay, Dil Main Phir Shamayin Jaleen
Phit Tasawar Nay Liya Uss Bazm Main Janay Ka Naam
Meiji