*
Khushbo tairay khayal ki hur simt cha gayee
Gulshan main ja baja ka’ee ghunchay khila gayee
Kon o makan ki wusatain khud he simat gayee-n
Jab kaa’ainat e ishq zamanay pay cha gayee
Ik chand sa diyaar jo khuaboon ko mil gaya
Ik roshni si khana-e-dil main sama gayee
Ik agahi kay noor say nazrain chamak utheen
Aur bandagi hayat ka mafhoom pa gayee
Yeh kaif, yeh suroor, ajab baat to naheen
Duniya tairee nigah kay jado main aa gayee
Zahra-e-hayat bhee asan hoo gayee
Ik yaad-e-meherbaan jo humrah aa gayee.
Koyal
9
Khushbo tairay khayal ki hur simt cha gayee
Gulshan main ja baja ka’ee ghunchay khila gayee
Kon o makan ki wusatain khud he simat gayee-n
Jab kaa’ainat e ishq zamanay pay cha gayee
nice Guncha’s
:k:
thanks suraj swera and Vivacious :)
Zahra-e-hayat bhee asan hoo gayee
Ik yaad-e-meherbaan jo humrah aa gayee.
:k:
AQ
16
Ik chand sa diyaar jo khuaboon ko mil gaya
Ik roshni si khana-e-dil main sama gayee
:)

ap ko meri post main akar chand bohat yaad ata hai :-/
AQ
20
i think aap ko pehlay yaad aayaa thaa:rolleyes: in case u did not read what u posted, that shair was posted by u:D