Re: Khush-numa dooor sey sapnoN ka nagar....................
zabardast...
Re: Khush-numa dooor sey sapnoN ka nagar....................
hanks Meenabazar! mazeed chend ashaar pesh haim ummid k pasand aayengey:
Sub ki nazroN ko lubhataa ye jawaaN Aam ka ped<O:p</O:p
Boodha hojaa’ey tow keekar ka shajar lagta hai<O:p</O:p
*Howsla chahiye paana ho jo saanchey motii *
*Gahray paani se miyaN tum ko tow dar lagta hai *
*Deen, akhlaq, aqaa’ed wo hayaa so tow ga’ey *
*Qadr bhi kho-chuka ismat ka gohar lagta hai *
*Ab k bah-jaa’eyN na khadsha hai masajid wo mahal *
*Ab k toofan ka andaaz digar lagta hai *
Mujh-se inn ghoonsloN ko ghar na kaha jaa’ega **
**“Paaoo’N phailaa’O tow deewar meiN sir lagta hai”
Re: Khush-numa dooor sey sapnoN ka nagar....................
wahh dil jeet liya ap ney...
Re: Khush-numa dooor sey sapnoN ka nagar....................
wahh dil jeet liya ap ney...
Thanks once again