Ek khushhaal reyasat kaisi hoti hai:hmmm:??
aisi reyasat ka kayaam kaisay mumkin banaya ja sakta hai
Ek khushhaal reyasat kaisi hoti hai:hmmm:??
aisi reyasat ka kayaam kaisay mumkin banaya ja sakta hai
Re: Khush-haal saltanat
khushaal riyaasat woh hoti hai jahaaN insaaf kaa daur dauraa hotaa hai...
Insaaf-e-JahaaNgeeri kaa naam sunaa hai aap naY? yaa phir Nau-sherwaaN Aadil kaa?
kum bachchay, khushaal gharana ..
when every single family unit is happy, whole nation would be happy
Nahi humein hamaray wazeer ne kuch nahi bataya
Ap hi bata dee jie:hmmm:
Re: Khush-haal saltanat
Apni saree doulat awam main baant dain, khazano kay munh khol dain. Inshallah kamyabee aap kay qadam choomay gee.
Re: Khush-haal saltanat
nai kamyabi nai hosakti.
:aq: koi cheez na mumkin bhi nahi hua karti