yeh sama, sama hai yeh pyaar ka
kisi kay intezaar ka
dil na churaley kaheen mera
mausam bahar ka
basney lagey aankhon mein
kuch aisay sapney
koyi bulaye jaisay
nainon sey apney
yeh sama. sama hai deedar ka
kisi kay intezaar ka
dil na churaley kaheen mera
mausam bahar ka
milkey khayalon mein hi
apney balam sey
neend gavali apni
meiney kasam sey
meiney kasam sey
yeh sama, sama hai khumar ka
kisi kay intezar ka
dil na churaley kaheen mera
mausam bahar ka
aao flooding karein, is khubsurat mausam ki khushi main :shoaby:
Re: khumarr
kya ho raha hai meri jaaaaan
Khumar
March 11, 2007, 2:41am
5
Re: khumarr
i'm eating yummy cornithians and just finished blowing up the excercise ball
watcha doing :D how are your nephews?? :D
Re: khumarr
woh kya hotey hain
khumar yeh acha hai bhi khao phir exercise
meinn kuch nahi karing…i made pulao today aur aab cheesecake bana rahi hoon :halo: aa jao saath mil kar khatey hain tumhari sari exercise barabar kar doon gi
merey nephews theek hain … MashAllah they r sooo cute
Re: khumarr
kya baaat hai aaj koi flooding kay mood mein nahi hai kyaaa? saab so rahey hain lagta hai
Khumar
March 11, 2007, 3:51am
8
Re: khumarr
woh kya hotey hain
khumar yeh acha hai bhi khao phir exercise
meinn kuch nahi karing…i made pulao today aur aab cheesecake bana rahi hoon :halo: aa jao saath mil kar khatey hain tumhari sari exercise barabar kar doon gi
merey nephews theek hain … MashAllah they r sooo cute
yaar corinithians are the yummiest things ever! its like round wafer with chocolate in it. hence the excercise ball :halo:
yaar tum nay to puri dawat rakhi hai and i have the ball too… chalo aaj raat mera khana tumhari haan, theek
acha post the pics of your little ones soon. i wanna seem too
Re: khumarr
Khuamr ka khumaar sar charrh kar bol raha hay :love:
Re: khumarr
^tumhain kiya ho gaya niki
Re: khumarr
Kuch nahiiiiiiiiii :shoaby: Me is chilling YO!..main ghar jaay’ing in less than a ghanta
Re: khumarr
Chillnay kay liay aalo pyaaz naheen miltay jo humain chill rahi ho
j/k
Re: khumarr
**Is this the part where I laugh? **
Re: khumarr
Aalu to milla gaya hai na,.issi liye to aap ko chill rahi hu
Re: khumarr
Jao ja kar apnay INZI Aalo ko chillo
Khumar
March 12, 2007, 6:03pm
19
Re: khumarr
haan to tum kyon itna jealous ho rahay ho
Re: khumarr
Yeh jealiousy naheen tumhara Khumaar Hay :jano: