khumar bhai.....

abhi bhi ghalat fehmi hai, tum jise murghi samjh rahi thi asal main woh murgha tha :stuck_out_tongue:

Popi khala: are to na hi sahi, kabhi kabhi banda awain hi khush hojata hai :wink:

Re: khumar bhai…

:omg: magar main ne ye thread murghi ya murghay pakarny ke liye to start nai kia tha:p

ji dm point hai aur yeh Allah taala ki nehmat se sadka hota hai :)...;)

Re: khumar bhai…

kya hasil howa tumhen sadaf, itni mehnat karane ka hamari :bummer:

popi: sadka dena achi bat hai :wink:

Re: khumar bhai.....

lol ap yahan murghi pakarny aaye thay?

mazboot , bilkul mazboot dm…sadaf jaano kaha ho??? abhi tak koi milla nehi jis ke peechein tum ne jaana hai???:confused:

Re: khumar bhai…

^^ kahan jee ab to hum budhay hogaye sari murgiyan haath se nikal gai :bummer:

nahi sweeto abi tak koi bhi nai mila tum help kar do na:lifey:

Main itna mazboot nai ho, jitna ap bana rahi ho :stuck_out_tongue: sadaf kis ka peecha kar rahi hai :eek:

to ap bachon ke thread main kia kar rahay hain

aap ka pecha to bilkul bhi nai kar rahi ap befikar rahain:p

Re: khumar bhai…

:hehe:…sadaf jaano chalein batao tum ne aaj kya piya or khaaya???..dm pir apne aap ko mazboot bana lein:@:…jaano tell him na…:wink:

Aik buzrug ka hona laazmi hai bachon k sth :wink:

Popi: tum logon ne meri pitai to nai karwani :bummer:

sweeti aj main apni friends ke sath shopping ke liye gai thi wapisi pe hum ne zinger burgers khaye with cold drink and enjoyed a lot and dinner main ne abi tak kia nai hai.

ap batao ap ne kia khaya piya?

acha bazurg jee kia khidmat karain ap ki
:bailan:
:asa:

kia chalay ga in main se

:hehe::fatee: idea accha hai :devil:!!!

oh mashallah accha din pir guzerah ho ga!!! that brill!!! today I was at a fundraise and I cooked a chiken stir fry…it was :yummy:

Re: khumar bhai…

:yummy: i want your hath ka bana hoa chicken:yummy:

woh jo zinger bun kabab tumne khaya tha na woh lay kar ao, saath main thanda pani bhi :stuck_out_tongue:

Popi: mere khyal se mje ab chalna chiaye :wink:

Re: khumar bhai.....

jee nai wo to nai milay ga ap ko :ASA: ye chahiye to bata dain:p

aww sweets inshallah… zuroor!!!


aww dm aap khair se jayee and khair se ayee :wave:… Yallah masalama