Re: ~ KhumaaR ~
mere hubby per line maarne ki koshish toh kerein P^K bibi ![]()
jawaab mil jai gah foran ![]()
Re: ~ KhumaaR ~
mere hubby per line maarne ki koshish toh kerein P^K bibi ![]()
jawaab mil jai gah foran ![]()
Re: ~ KhumaaR ~
![]()
P^K saab dono ko jungle me chorr dena aur wapas Zebra ke saath ayega
Khumar( Black Billi) +P^K (White Ghoda) =Zebra
Re: ~ KhumaaR ~
Tum nay mairi khaufsorat ada’ain daikhi kab hain jab tumhara hubby daikhay ga mujhay tou mujh par Fida ho jaeyga * Proudy *
Re: ~ KhumaaR ~
awain:snooty:
mere hubby mujh per hi fida hain aur rehain geh ![]()
kissi aur keh taraf dekhte hi nehi :snotoy:
Re: ~ KhumaaR ~
Daikhti hoon kab tak woh apnay aap ko mairi Zalim adaoon sa bacha’ey rakhtay hain ![]()
Re: ~ KhumaaR ~
dekh lena dekha lena
mujhe mai jo adain hain aap kabhi nehi jheet sakein ghi ![]()
Re: ~ KhumaaR ~
Haan .. haan woh tou tumharay AVATAR say zahir hay ![]()
Me leaving Tc N ALLAH Hafiz
Da ALLAH Pa AAman ![]()
Re: ~ KhumaaR ~
chai peelanai kai liyai itani lambhi story dalnai ki kiya zaroorat thi:snooty:
Re: ~ KhumaaR ~
to main kab karwa rahi hoon? ![]()
Re: ~ KhumaaR ~
life 1 main thread na start karwao ![]()
Sheen: haina..sahi baat ki hai ![]()
Re: ~ KhumaaR ~
bump
Re: ~ KhumaaR ~
Aakhir aap samajh hee gain ![]()
well Dosti karva do dono ki … khoob jamay gee jab mil baithaingay THAKAY hovay Avatar do ![]()
Re: ~ KhumaaR ~
Itna mat hanso Nazar lag jaeygee ![]()
Re: ~ KhumaaR ~
nazar na lagao na phir ![]()
Re: ~ KhumaaR ~
Main nazar naheen Dil laga raha hoon ![]()
Re: ~ KhumaaR ~
kis kay saath? nailk ay saath ya tape kay saath?
Re: ~ KhumaaR ~
Us kay liay nazroo’n ki lazer light chahiay hoti hay ![]()