Tumhari billi excersize kar kar kay thak ga’ey hay…
Aur maira ghorra bhi bhaggtay bhagtay thakan say chor ho gaya hay …
Chalo in dono ko kuch dino kay liay Jungle main chorr aatay hain … taakay in ko bhi Aaram mil sakay aur humain bhi …
let’s have a cup of tea 
Re: ~ KhumaaR ~
maine pehle khla tha dhaaga Khumaar bibi keh liye
PK BIBIIIIIIIIIIIi kiya haal chaal hai itne dinoun seh koi gupshup nehi huwi
Re: ~ KhumaaR ~
2 threads for khumar in 2mins 

Khumar
5
Re: ~ KhumaaR ~
yaaaaayyyyyyy
i’m popooolar for 2 mins! 

Khumar
6
Re: ~ KhumaaR ~
PK: na baba na. mujhe tumharay ghoray par koi bharosa nahin hai 
Re: ~ KhumaaR ~
thats what i call 2minute fame
Re: ~ KhumaaR ~
your avator is under dressed 
Re: ~ KhumaaR ~
kiya pata P^K Bibi kah ghora kaheen tumhaar billi per bhet hi jai aur bili koh weight lift kerne per jain:cb:
Re: ~ KhumaaR ~
My avatar is just fine than you very much 
Re: ~ KhumaaR ~
Tumhain bhi bibifobia ho gaya hay 
btw tum kahan ghaib ho 
Khumar
12
Re: ~ KhumaaR ~
sharam karo. ankhain neechay 
sidz meri gulabo PK kay ghoray ko utha bhi sakti hai aur doooooooooooooooooor phaink bhi sakti hai 
Re: ~ KhumaaR ~
I had to ‘go advance’ for this smiley
Re: ~ KhumaaR ~
mujhe toh pehle seh bibifobia tha maine hi toh P^K bibi naam rakha tha
mai bas busy rehi, mood nehi tha post kerne kah, aaj mere saat baat nehi ker reha koi
toh mai yahaan boriyat door kerne kieh liye aie houn
Khumar
16
Re: ~ KhumaaR ~
i didnt 
smileys kay code yaad rakhtay hain 
Re: ~ KhumaaR ~
Maira ghorra Sinf e nazuk ka buhat khayal rakhta hay…he will take care of khumar’s Cute billi 
Khumar
18
Re: ~ KhumaaR ~
baysharmaya. na-mehram avatars ghoor ghoor kar nahin daikhtay
Re: ~ KhumaaR ~
haw hai dekho bibi gulaabi ho rehi hai 