*
taraash kaR meraY baaZo uraaN chooR gaya
hawa k paas barhNa kamaaN chooR gaya
rafaaqtoN ka meRi us ko dehaN kitna tha
zameeN lay le magaR aasmaaN chooR gaya
ajeeb shaks tha baarish ka rang dekh k be
khulaY dreechaY pe ik phooldaaN chooR gaya
jo baadlOoN se be mujhaY chupa’ey rakhta tha
bhaRi hai dhoop tu be-sayabaaN chooR gaya
niqal gaya kahiN un-dekhaY panioN ki taRaf
zameeN k naam khula bad-baaN chooR gaya
aa’Qaab ko thei gaRaz fakhta pakarnaY se
jo giR gaa’ee tu yunhi neem-jaaN chooR gaya
najanay kon sa aa’saib dil maiN basta hai
k jo be thahra wo akhiR makaN chooR gaya
aaQaab maiN gahRa samandaR hai samnaY jungle
kiss inteha pe meRa meharbaN chooR gaya*
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Zabardast Nik.
Why arent you posting new threads these days?
Nice one
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
~~~ Life is a shit sandwich and on bad days you get no bread ~~~
phooldaan ko goli maariye why cant i log on to msn :--/
[quote]
Originally posted by NaikLarki:
phooldaan ko goli maariye why cant i log on to msn :--/
[/quote]
msn ko bhee golee maar dee hogee!
[This message has been edited by Capricorn (edited May 30, 2002).]
good
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
yeh likhi kis ne?
gorgious
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
thanks for posting
cuz ap never miss me is leay na
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
..thanks any ways
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
aray aik phooldaan he tu yaad gaar rah gaye usay be ap kahtey k goli marein…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
..msn main sarey ULLU hoon gain tu kaam be ULLU ki tarha karey gha na
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
is per aiks sher suniaye
ek pal meiN zindagi bhur ki udaasi de gaya
wo judda hotay hovay kuch phool baasi de gaya
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
sanks
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
and welcome here

thanks ..“Parveen shakar”
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
shidat-e-gham se be sharminda nahi hai meRi wafa
dost gahraY thaY tu un k zakham be gahraY lagaY.
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Now this means two different sorts of complaints; which one are you referring to?
Anyway, in both terms I do
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
ajeeb shaks tha baarish ka rang dekh k be
khulaY dreechaY pe ik phooldaaN chooR gaya
jo baadlOoN se be mujhaY chupa’ey rakhta tha
bhaRi hai dhoop tu be-sayabaaN chooR gaya
Khoobsourt choice NikamiJanoo
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Lamhay
20
Kiya kehna nikami siso gr8 choice!
Dekh Ruswaee ka sauda hai ab na kabhi
Itnni shiddat say kisi shaks ki chaahat karna,
raahaygi shama-e-wafa yunhi ta abaad roshan
ghazal kay roop main jeenay ka hosaala rakhna!