Re: khufia marriage
Larrki ke wali se ijaazat liyay beghair kiya huwa “nikaah” zina kehlaata hai.
Jis larrki ko apne waalideyn, mazhab or ma’aashrey ki fikar nahein hogi woh shohar se kiya khaak wafaa nibhaaey gi?
Aisay chaal chalan waali larrkian piyaar ke qaabil nahein, yeh sirf aur sirf hawas ki aag bhujaaney ke liyey hoti hain.