Khudsar

Re: Khudsar

sitara sapna lawn ka naya suit :hehe:

Re: Khudsar

Muqwee Bhai, is do-sheezah [bal k chahaar sheezah] kaa koii ataa pataa hai aapke paas? zaraa marHamat farmaaiye to sahii! :D

Re: Khudsar

kiyun aap ne bhi iss jaisa suit khareedna hai ;)

Re: Khudsar


haN na...yeh bhii Khoob tijaarat hogii...usii se Khareed kar usii ko pahnaa diyaa! ;) yeh to 'maalan albeli' waali baat huii k usii se gajraa Khareeda aur usii ke baaloN meN aTkaa diyaa...isii bahaane qurbat Haasil ho gaii! ;)

Re: Khudsar

ab ye maalan albeli kon hai?

Re: Khudsar

Anokhi maalan

Mali = Male

Maalan = Female

Re: Khudsar

Nice shair :k:

Re: Khudsar

Good one. :k:

Re: Khudsar

jiskaa naam chambeli Bikaner waalihai…yeh hai:

ab aap kahiiN use yeh na kahne lagiyegaa k:

Re: Khudsar

Toba KKF aap ne to hamara roza makrooh karne ke thani hui hai ;)

Re: Khudsar

are baba, roza itnii aasaanii se kaise makrooH ho jaataa hai? :stuck_out_tongue: j/k…vaise, eid ba’d dekh lete!!! :cb:

Re: Khudsar

Muqawwee ji larkiyon k baare mein bare conscious hain

Re: Khudsar

ap pe badduaou ka asar hy:meher: pata marhamat ho bhi gaya to kuch nahi hone wala:p

Re: Khudsar

Najane kis ki lagi baddua

Mera chacha raha kunwara:crying:

Re: Khudsar

apni fikar karo

Re: Khudsar

Nahi daadi amma

Chacha hai bara:crying:

Re: Khudsar

mene shadi ka nahi kaha baduaou ka kaha hy :bizz:

Re: Khudsar

Achaa

fikr na kar daadi

jab time mila kar lon ga shaadi:crying:

Re: Khudsar

:cb: me ne kab kaha shadi ka :5:

Re: Khudsar

Abhi shaadi ki baat to ki