khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

rah-e-ulfat ki har manzil teray dum say hi sur hogi na hoga tuu agar to yaad teri hum safar hogi

rahay jis kaliye betaab-o-muztar har ghari, usko…
guzar jaye gay jub hum jaan say kya phir khabar hogi?

kahi say khawahishoo’n ki bail ugh aye thi angan main
mujhay maloom kya tha meri har rut bay-samar hogi

wohi din hain wohi ratain wohi nashtar bhari batain
khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

har ek paj jo nazar rakha hai meray haal par (_)
kabhi kya uski meray hosalay par bhi nazar hogi?

2 Likes

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

kahi say khawahishoo'n ki bail ugh aye thi angan main
mujhay maloom kya tha meri har rut bay-samar hogi

Nice sharing , ache gahzal hai

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

kahi say khawahishoo’n ki bail ugh aye thi angan main
mujhay maloom kya tha meri har rut bay-samar hogi

khali yeh wala hi parhna tha na :@:
:k:

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

haan :halo:

thapar bhi khana tha parh kar :femme:

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

thanks POH :flower1:

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

q apna mun laal kar rahi ho :@:

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

my pleasure
ur sharings r always worth reading :slight_smile:

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

bohot khoobsorat sharing hai :k:

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

:cb:

whats so funny ?

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

^^ funny nahi hay,ittay zor se maara beychaari ko,kaanping ub.

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

kuch hasb kuch haal dikhta mairay ko :)

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

:hoonh:

achi post hia

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

:halo: Monh kyu chara rahi hain :aq:

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

kiss ka :aq:

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

asusual buhat Ala.

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

nice

  • wohi din hain wohi ratain wohi nashtar bhari batain khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

niceee
*

Re: khudara ye bataoo kub tak asay basar hogi?

thanks dead and sunny :flower1: