Hairat Huwi Wasi Tumhain Masjid Mein Dekh Kar Aisa Bi Kiya Huwa Kay Khuda Yaad Aa Gaya
Re: Khuda
Wasi to paap dhulwane aaya hoga, luchi lafangi shayari karne wali ghoor paap
Re: Khuda
Chalo yaad tou aaya ...
Re: Khuda
ji badi baat yaad ana hoti hai... jo usse yaad karta hai wo bhi usse yaad karta hai
Re: Khuda
ek meer hain jo masjid ke bahir rehtey hain ye waqi main first time hua hai ![]()