Main main hoon, par maray dil main woh hay
Main jo bhi karta hoon , mujh par hawi wo hay
Kal shabb main nain apna dil apnain he hathoon maar diya
Par jab soyya main yaroo tu, khawaboon main bhi wo hay
Phir main nain saray sapnain apni ankhoon say nooch liya
Per jab baitha sooch kisi main, khayaloon main phir wo hay
Us kay baad to kuch bhi main nain soochna yaroo choorr diya
Abb sab hi mujh ko dekh kay bolain, wo dekho pagal wo hay
Main pagal tha, main dewana, is raaz ko main nian abb janan
Main nain chaha jis se chuttkara, meri ragg ragg main bhi wo hay
Lotaa day mujh ko mera dil, meray sapnain, meri soochain
aye mairay KHUDA
Main jaan gaya wo to hi tha, aur to hi to hay.
END......
Waiting for replies......