Khuda na Khawasta

Re: Khuda na Khawasta

^ jub tum jawaan the ?

Re: Khuda na Khawasta

Wa Alaikum AsSalaam Yaa Habibi.. kaifaa haaluk.. wa anti kullun kharbaan:naraz: anti laa kalaamun min anaa… anaa ashaadun naraz fi kullun hashraat ul makhlooqaat.

Re: Khuda na Khawasta

lolzzzz ki ho gaya ?..mai tuadeee MUJj tay nayee churayee tear1

Re: Khuda na Khawasta

Profesor saab ! Itni aqal hoti tu ye question hi keyoon poochta

Ab har admi apki tarha Arbi lughwiyaat se waqif ho tu hamara shumar Jahil Qomoun main tu na ho :grumpy:

ek tu log swal ka jawab bhi ehsaan samajh kar detey hian :bummer:

Re: Khuda na Khawasta

Hahahaha i’m so going to use this line :rotfl:

Re: Khuda na Khawasta

to jub izzat say pehle dafa jawab diya us waqt kion nahi mana smilestar

karachioon ky zaban hay yeh

Re: Khuda na Khawasta

Jee jaanta hoon. Karachi se 9 saal bahar rehnay se meri zubaan apna touch lose kar rahi haiy.

Re: Khuda na Khawasta

Muhtarma Aap ki zuban ko heeng ka tarKa laganey ki zarorat hia

karachioon ? ye kaisa behooda lafz hai :mudhosh:

boleye, karachi waloon ki zuban hai yeh :gizzy: