Khuda ho gayee

Sochta hoon k woo kitnay masoom thay
kiya say kiya ho gaye dekhtay dekhtay

may nay pathar say jin ko banaya sanam
woo KHUDA ho gayee dekhtay dekhtay

abb shaier ko yeh khayal kahan say sojha?

Re: Khuda ho gayee

shayar ko ye khayal Ajanta ki mooraten dekhke aaya