Khuda Hafiz Dosto

Re: Khuda Hafiz Dosto

haiN dosri shadi kar rahya :smiley: :bummer:

Re: Khuda Hafiz Dosto

welcome back dilsay khushi huwei wapis a gaye wesay b hum jesay logo k janay ya na janay se kis ko faraq parta yahaN ..keoN :D haan koi famous banda yahan ka hota jesay k 2 haiN tu kisi ko faraq b par sakta tha :D is leay jesay gaye they wesay a jaien na hum haiN na :D

Re: Khuda Hafiz Dosto

Karachi main dill nahi lagta wahan goli lagtee hai

Re: Khuda Hafiz Dosto

yeh goli kisi or ko dayna :D

Re: Khuda Hafiz Dosto

Dekh lain mujahay kitni jaldi is baat ka ahsas ho giya... wasay aap say ya umeed nahi thee... aur nahi tu aap he kah dateen ka wapis aa jaoo... khair acha howa ka nahi kaha.. warna log ya samajahtay ka ................ ;)

Re: Khuda Hafiz Dosto

Un kay pass itni hain ka har ak ko day rahay hain

Re: Khuda Hafiz Dosto

hummm khair oss waqt tak hum ja chukay honge :D