Hmari Ankh0n Ne B Tmasha Ajab Ajab Intekhaab Dekha,
Buraai Dekhi, Bhlaai Dekhi, Azab Dekha, Sawab Dekha
Na Dil Hi Thehra, Na Ankh Jhapki, Na Chain Paya, Na Khawab Aaya,
Khuda Dikhaye Na Dushman0’n K0, J0 D0sti Me Azab Dekha
Nazar Me He Teri Kaberiyai, Samaa Gai Teri Khud Numaai,
Agrcha Dekhi B0ht Khudaai, Mgr Na Tera Jawab Dekha
Pare Huway Thy Hazaar0’n Parday, Kaleem Dekh0 T0u Jb Bhi Khush Thy,
Hum Us Ki Aankh0’n K Sadaq, Jis Ne Wo Jalwah Y0un Be-Hijaab Dekha
Ye Dil T0u Ay Ishq Ghar Hai Tera, Jis K0 Tu Ne Bigaar Daala,
Makaa’n Se Taa Laa Makaa’n Dekha, Tujhi K0 Khaana Kharaab Dekha
J0 Tujh K0 Paaya T0u Kuch Na Paaya, Ye Khaak’daa’n Hum Ne Khaak Paaya,
J0 Tujh K0 Dekha T0u Kuch Na Dekha, Tamaam Aalam Kharab Dekha.