Khud say

Khud say
Aksar main ya sawal karta hoon
Wo konsay khat hootay hain
Jin ka jawab atay hain
Khud say
Aksar main ya sawal karta hoon
Wo koon log hotay hain
Jin ko gulab atay hain
Khud say
Aksar main ya sawal karta hoon
Taray baghair jeeta hoon
Kis taraha main
Khud say
Aksar main ya sawal karta hoon

by: Dilsay

Re: Khud say

Khud say
Aksar main ya sawal karta hoon
Wo konsay khat hootay hain
Jin ka jawab atay hain

Woh woh khat hote hain jo hum UNKO likh ke bhejte hain

Khud say
Aksar main ya sawal karta hoon
Wo koon log hotay hain
Jin ko gulab atay hain

Woh sirf ek hi hai, jis tak hamare khat pohanchte hain

Khud say
Aksar main ya sawal karta hoon
Taray baghair jeeta hoon
Kis taraha main

Bilkul ussi tarha jis tarha woh jeeti hain, aap ke baghair

Khud say
Aksar main ya sawal karta hoon

Keep sawal karing~~~

((( By the way, great words! ~~~My compliments )))

:D :D :D

zeberdest:k: :k:

Re: Re: Khud say

[QUOTE]
Originally posted by KhamoshNigahein: *
Khud say
Aksar main ya sawal karta hoon
**Wo konsay khat hootay hain
Jin ka jawab atay hain
*

Woh woh khat hote hain jo hum UNKO likh ke bhejte hain

Khud say
Aksar main ya sawal karta hoon
Wo koon log hotay hain
Jin ko gulab atay hain

Woh sirf ek hi hai, jis tak hamare khat pohanchte hain

Khud say
Aksar main ya sawal karta hoon
Taray baghair jeeta hoon
Kis taraha main

lucky you..... thanks anyway

Bilkul ussi tarha jis tarha woh jeeti hain, aap ke baghair

Khud say
Aksar main ya sawal karta hoon

Keep sawal karing~~~

((( By the way, great words! ~~~My compliments )))

:D :D :D
[/QUOTE]

lucky you and thanks anyway

Thanks

bohat hee achi hai :k:

Keep it up bro :flower2:

Bohat khoob Dilsay :k:

:k:

bohat khoob, :k::k:

Keep it up.. :flower1:

very nice… :k:

wah.. bhut khoob

baziger
Thanks alot

AsSweetAs
Thanks alot and yes i will keep it up

*** Vivacious ***
Shukar hai aap nay behi kuch kaha... thanks

WiseGuy
Thank you very much

HeArT HaCKeR
Thanks alot sis

DilSe Re DilSe Re

Wah... :biggthumb

:k:…